Friday 13 July 2012

Kitaab-e-dil mein jö NAFRAT

Kitaab-e-dil mein jö NAFRAT ka baab rakhta tha,
Wö chahtön ka mukammal hisaab rakhta tha,

Fareb deta raha dösti k pardön mein,
Wö shakhs chehre pe kitne naqaab rakhta tha,

Aaj us k haathön mein patthar dikhai deta hai...
Jö apne haath mein har dam gulaab rakhta tha..!!

No comments:

Post a Comment