Thursday 28 July 2011

Yeh Sab Rastay Key Saathi Thy

Yeh Sab Rastay Key Saathi Thy,Inhen Akhir Bicharna Tha.......

Chalo Ab Ghar Chalain Mohsin,Bhat Awargi Kar Li......

Koi Aaj Tak Na Badal Sakaa

Koi Aaj Tak Na Badal Sakaa Yeh Usool Gulshan-E-Zeest Ka…

Wohi Phool Nazr-E-Khizaan Hoa Jisy Aitabar-E-Bahaar Tha.........

Thursday 14 July 2011

Creative minds

"Creative minds have always been known to survive any kind of bad training."

Good supervision

"Good supervision is the art of getting average people to do superior work."

when i was born

"When I was born, I was so surprised I didn't talk for a year and a half.

A fantastic quote for life:

A fantastic quote for life:
"Satisfy the person who expects from U,
rather than surprising the person who never expected anything from u...

Kabhi tum khud b aa dekho ye manzar shaam say pehley

Kabhi tum khud b aa dekho ye manzar shaam say pehley
Ye lab kaisy Larraztay hein tumhary naam say pehlay,

Nahi mumkin mein Raah-e-shoq say wapas palat jaoon
Parinday to nahi lotey kabhi ghar sham say pehlay,
...
Nahi maloom kab say hy taluQ"tum sy." apna
Tumhara Aks tha DiL me tumhary Naam sy phly.

Har Baar Mujhe Zakham-e-Judai Na Dia Kar..

Har Baar Mujhe Zakham-e-Judai Na Dia Kar..
Agar Mera Nahi Mujh Ko Dikhai Na Dia Kar..

Sach Jhoot Teri Ankh Se Hojata He Zahir,
Qasmey Na Utha Itni Safai Na Dia Kar,...
...
Maloom He Tu Rehta He Ab Mujh Se Gurezan,
Pas Aake Muhabbat Ki Duhai Na Dia Kar...

Ehsas Nahi Tujh Ko Agar Meri Tanhai Ka,
Aouron Ko Bhi Tu Dars-e-Bhalai Na Dia Kar...

Urh Jain To Phir Lout K Kab Aatain Hain,
Har Baar Parindon Ko Rehai Na Dia Kar..

HAR BAAR MUJHE ~ZAKHAM-E-JUDAI~ NA DIA KAR.....

Ye kaisa dard ha pal pal hamain tarpai rakta hai,

Tujhe Chor bhi nahi Saktay, tera ho bhi nahi Sakte,
Ye kaisi bebasi hai aaj ham ro b nahi saktay,

Ye kaisa dard ha pal pal hamain tarpai rakta hai,
tumhari yaad aati hai tu phir so be nhi saktay
...
Chupa saktay hain aur na hum dekha saktay hain logon ko,
Kuch aisay daag hain dil par jo hum dho be nhi saktay,

kaha tha chor daingay ye nagar, phir ruk gay lakin,
Tumhain pa tu nahi saktay magar kho bhi nahi saktay

Tum rooth jao muj se

Tum rooth jao muj se
Aisa kabhi na karna,

Main ek nazar ko tarson
Aisa kabhi na karna,
...

Main poch poch haron
su su sawal kar k,

Tum ek jawab na do
Aisa kabhi na karna,


Muj se he mil k hansna
Muj se he mil k rona,

Muj se bichr k jee lo
Aisa kabhi na karna,

Tum chand ban k rehna
main dekhti rahon ge,

Kisi roz jo tum na niklo
Aisa kabhi na karna,

chale jao jo kahin tum
Tu dekhon tumhara rasta,

Tum laut k na aao
Aisa kabhi na karna.

Wo mery pass se

wo mery pas se guzra na dil dharka na lab larzy........

qayamat hai! khmoshi se qayamat ka guzr jana...!!!