Monday 23 January 2012

Libas tun sa utaar dena

Libas tun sa utaar dena
kisi ko bahoun ka haar dena
phir uska jazboun ko maar dena
agar muhabat yahi ha jana ....tww maaf karna mja nahi ha
Gunha karnay ka soch lena
Haseen paryain daboch lena

phir uski ankhain hi noch lena
agr muhabat yahi ha jana......tw maaf karna mja nahi ha
kisi ko jazboun ki dhall dena
phr uski izzat uchal dena

agar muhabat yahi ha jana......tw maaf karna mja nahi ha
andhari nagri main chalty jana

haseen kalyain maslty jana
aur apni ftrat pa muskrana
agar muhabat yahi ha jana....tw maaf karna mja nahi ha ....

1 comment:

  1. who is the poet for this poem? plz tell me I need to know

    ReplyDelete