Friday 1 April 2011

Dekh lo magar khawab ka charcha na karo

Dekh lo magar khawab ka charcha na karo

Log jal jaein gay suraj ki tamana na karo.


 






Waqat ka kaya hai kisi pal b badal sakta hai






Ajnabi lagnay lagay khud tumhain apna he wajood,

Apne din raat ko itna b akela na karo.






Khawab bachon k khilono ki tarha hotay hain,

Khawab dekha na karo khawab dikhya na karo.





Mom k rishtay hain garmi se pigal jaein gay,

Dhoop k shehar mein SAQI yeh tamasha na karo.

No comments:

Post a Comment