Thursday, 28 July 2011
Koi Aaj Tak Na Badal Sakaa
Koi Aaj Tak Na Badal Sakaa Yeh Usool Gulshan-E-Zeest Ka…
Wohi Phool Nazr-E-Khizaan Hoa Jisy Aitabar-E-Bahaar Tha.........
Thursday, 14 July 2011
Creative minds
"Creative minds have always      been known to survive any kind of bad training."
Good supervision
"Good supervision is the art of getting average people to do superior work."
when i was born
"When I      was born, I was so surprised I didn't talk for a year and a half.
A fantastic quote for life:
A fantastic quote for  life:
"Satisfy the person who expects from U,
rather than  surprising the person who never expected anything from u...
Kabhi tum khud b aa dekho ye manzar shaam say pehley
Kabhi tum khud b aa  dekho ye manzar shaam say pehley
Ye lab kaisy Larraztay hein tumhary  naam say pehlay,
Nahi mumkin mein Raah-e-shoq say wapas palat  jaoon
Parinday to nahi lotey kabhi ghar sham say pehlay,
...
Nahi  maloom kab say hy taluQ"tum sy." apna
Tumhara Aks tha DiL me tumhary  Naam sy phly.
Har Baar Mujhe Zakham-e-Judai Na Dia Kar..
Har Baar Mujhe  Zakham-e-Judai Na Dia Kar..
Agar Mera Nahi Mujh Ko Dikhai Na Dia  Kar..
Sach Jhoot Teri Ankh Se Hojata He Zahir,
Qasmey Na Utha  Itni Safai Na Dia Kar,...
...
Maloom He Tu Rehta He Ab Mujh Se Gurezan,
Pas  Aake Muhabbat Ki Duhai Na Dia Kar...
Ehsas Nahi Tujh Ko Agar  Meri Tanhai Ka,
Aouron Ko Bhi Tu Dars-e-Bhalai Na Dia Kar...
Urh  Jain To Phir Lout K Kab Aatain Hain,
Har Baar Parindon Ko Rehai Na  Dia Kar..
HAR BAAR MUJHE ~ZAKHAM-E-JUDAI~ NA DIA KAR.....
Ye kaisa dard ha pal pal hamain tarpai rakta hai,
Tujhe Chor bhi nahi  Saktay, tera ho bhi nahi Sakte,
Ye kaisi bebasi hai aaj ham ro b nahi  saktay,
Ye kaisa dard ha pal pal hamain tarpai rakta hai,
tumhari  yaad aati hai tu phir so be nhi saktay
...
Chupa  saktay hain aur na hum dekha saktay hain logon ko,
Kuch aisay daag  hain dil par jo hum dho be nhi saktay,
kaha tha chor daingay ye  nagar, phir ruk gay lakin,
Tumhain pa tu nahi saktay magar kho bhi  nahi saktay
Tum rooth jao muj se
Tum rooth jao muj se
Aisa  kabhi na karna,
Main ek nazar ko tarson
Aisa kabhi na karna,
...
Main  poch poch haron
su su sawal kar k,
Tum ek jawab na do
Aisa  kabhi na karna,
Muj se he mil k hansna
Muj se he mil k  rona,
Muj se bichr k jee lo
Aisa kabhi na karna,
Tum  chand ban k rehna
main dekhti rahon ge,
Kisi roz jo tum na  niklo
Aisa kabhi na karna,
chale jao jo kahin tum
Tu dekhon  tumhara rasta,
Tum laut k na aao
Aisa kabhi na karna.
Wo mery pass se
wo mery pas se guzra  na dil dharka na lab larzy........
qayamat hai! khmoshi se qayamat ka  guzr jana...!!!
Subscribe to:
Comments (Atom)
