Showing posts with label Best Poetry. Show all posts
Showing posts with label Best Poetry. Show all posts

Saturday, 10 December 2016

Is ki chup ki b lakh tafseerin



اس کی چپ کی بھی لاکھ تفسیریں

میرا سارا کلام۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ بے معنی

Ek thandak thi..



Ek thandak thi uski cha'on main...

Ek shajar tha wo saya daar boht...

Haye wo log...Khubsurat Log



ہائے وہ لوگ ____ خُوب صُورت لوگ

جن کی دُھن میں حیات گزُری ہے

Main dikhawy ki muhabat ka nahi...



میں دکھاوے کی محبت کا نہیں ہوں قائل

میں لگاتا نہیں اظہار کی سستی خوشبو

Tujh ko dekhon to

تجھ کو دیکْھوں تو بْهوک مٹ جائے
آنکھوں کا رِزق اب جناب کا چہره

Saturday, 26 July 2014

Badan sy rooh jati hy to bichtii hy

Badan sy rooh jati hy to bichtii hy saaaf e maatam...
Magar kirdar mar jaye to kiu matam nahi hota ?

Friday, 18 April 2014

ABI GHAR NA JANA

"ABI GHAR NA JANA"

Ye Bikhri Si Zulfein,

Ye Phela Sa Kajal,

Ye Bechain Aankhein,

Ye Simta Sa Aanchal,

Tere Haal Se Log Pehchan Lein Ge,

Tujhe Dekh Ker Sab Mujhe Jan Lein Ge,

Ye Behke Qadam

Larkhrati Jawani

Ye Betaab Dil Or Muhabbat Diwani

Shafak Jaise Galon Pe Ubhri Hui Hei

Mry Honton Ki Ik Mehekti Nishani

Tere Jism Se Urrti Mri Ye Khushbo

Suna De Gi Her Ik Ko Sari Kahani

Na Ban Jaye Apna Milan Ik Fasana

Suno Jan-e-Jana

"ABI GHAR NA JANA

Yun b hum door door rehty thy

Yun b hum door door rehty thy
Yun b seeny main ik kadoorat thi

Tum ny rasman bulaa dia warna
Is takaluf ki kya zroorat thi

Thursday, 26 April 2012

Mohabton main havas k aseer hum bhi nahi

Mohabton main havas k aseer hum bhi nahi
Galat na jan, k itny haqeer hm bhi nahi....

Nahi hy tu bhi qeyamat ki tund o taaz hava
Kisi k naqsh-e-qadam ki lakeer hm bhi nahi...
 
Hmari dobti nabzoon sy zindagi to na maang
Sakhhi to hen, mgr itny ameer hm bhi nahi..!!